Jhooth Boliya Lyrics - Jolly L.L.B. | Boman Irani | Arshad Warsi | Amrita Rao | Kamaal Khan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jhooth boliya song is from Jolly L.L.B. (2013) and it is sung by Kamaal Khan.It stars Boman Irani, Arshad Warsi, Amrita Rao, Sanjay Mishra in leading roles. This song is penned by Subhash Kapoor, Vayu and composed by Krsna. It is produced by Fox Star Studio. This song was released on 15 Mar 2013.
Lyrics
Ki main jhooth boliya, koi na
Ki main kufar toliya, koi na
Ki main zehar gholiya, koi na
Ho paise ki ho baat
To kadke bade-bade ban jaate
Par than-than gopaalon ke bhi honge
Switzerland mein khaate
Switzerland mein khaate
Aaha!
Chor chor keh kar peetein
Haan jise mile bhi paa ke
Par chori ka mile mauka to
Hath maare wohi daba ke
Ki main jhooth boliya, koi na
Te ki main kufar toliya, koi na
Te ki main zehar gholiya, koi na
Bhai koi na, bhai koi na
Ki main jhooth boliya, koi na
Te ki main kufar toliya, koi na
Te ki main zehar gholiya, koi na
Bhai koi na, bhai koi na
Bijli na pani hai, Sheela ki jawaani hai
Nagri andheri, chaupat aaja
Neta ji so rahe tanduri murga khake
Democracy ka bajta dekho baaja
India shine wo batlaaye
Har chunav mein aake
Aur bholi bhaali janta ko
Di mehangayi ke kante
Ki main jhooth boliya, koi na
Te ki main kufar toliya, koi na
Te ki main zehar gholiya, koi na
Bhai koi na, bhai koi na
Ki main jhooth boliya, koi na
Te ki main kufar toliya, koi na
Te ki main zehar gholiya, koi na
Bhai koi na, bhai koi na
Oh hatke, oh hatke pra ji zara bachke x 4
Oh hatke, hatke, hatke pra ji zara bachke
Internet pe duniya bhar ke jodein social naate
Magar padosi ke dukh-dard ko
Na samjhe na koyi bante
Daan punya ki baat karein sab
Unchi unchi haankein
Pehan ke chola sanyaasi ka
Gaddi gaddi phaakein
Ho lambi chaudi fees ke badle
Degree ek thama ke
College bole naukri ab doondh ke bata kake
Love romance ki baat karein
Sab dil-o-jaan luta ke
Kaam hai to sab theek hai
Nai to chewing-gum thook chaba ke
Ki main jhooth boliya, koi na
Te ki main kufar toliya, koi na
Te ki main zehar gholiya, koi na
Bhai koi na, bhai koi na
Ki main jhooth boliya, koi na
Te ki main kufar toliya, koi na
Te ki main zehar gholiya, koi na
Bhai koi na, bhai koi na
Jitni oonchi ho shan, utna woh beiman
Taam jhaam baaqi sab hain dikhaawe
Upar wala bhi hoga kitna pareshan
Jaane kisne bheja inko bana ke
Love my country baat karein
Sab bachche Bharat maa ke
Phir bhi sapnon mein baste hain
Roz Amreeka jaa ke
Ki main jhooth boliya, koi na
Te ki main kufar toliya, koi na
Te ki main zehar gholiya, koi na
Bhai koi na, bhai koi na x (4)
Oh hatke, oh hatke pra ji zara bachke
Oh hatke, hatke, hatke pra ji zara bachke