Jhoom Jhoom Jhuma Hain Aasmaan Lyrics - Ankur Tewari | Zoe Viccaji

2016

Lyrics

jaan meri jo hai tere liye hai
koi jaane na ye par yahi hai sach
jaan meri bhi toh tere liye hai
tu jaane na ye par yahi hai sach
tu jaane na ye par yahi hai sach
jhoom jhoom jabse aaye ho yahaan
jhoom jhoom jhooma hai aasmaan
jhoom jhoom jhooma hai aasmaan
raahein khoyi khoyi
par tere liye hain
hum jaane na ye
par yahi hai sach
suna hai khoyi raahein milti nahin
haan jaane na kuch yahi hai sach
jhoom jhoom jabse aaye ho yahaan
jhoom jhoom jhooma hai aasmaan
jhoom jhoom jhooma hai aasmaan
kafi yahan hai kehne ko par
jaisa bhi hai bas rehne do
dil ki darazon mein chupi hain
baatein adhuri ankahi
karo inhi par bas tum yakeen
jhoom jhoom jabse aaye ho yahaan
jhoom jhoom jhooma hai aasmaan
jhoom jhoom jhooma hai aasmaan
jhoom jhoom jhooma hai aasmaan
jhoom jhoom jhooma hai aasmaan