Jeevan Data Jagat Pita Tum, Me Sansar Tihari Lyrics - Ashok Kumar | Lata Mangeshkar
1970
Lyrics
jivan data jagat pita tum, jivan data jagat pita tum
main santan tihari tihari, main santan tihari
tum bin mori kahe ka dar
tum bin mori kahe ka dar puche ek dukhiyari me haari

yogy nahi jo me tumhare barat ke
yogy nahi jo me tumhare barat ke
tumne diya kyu mohe janam, tumne diya kyu mohe janam
hai ye dosh mera ya bhagwan, ye hai bhul tihari
main santan tihari me hari, main santan tihari

tum bin nahi sukh jivan ka, tum bin nahi sukh jivan ka
chit tan mere haal hai man ka, chit tan mere haal hai man ka
jaise kisi purane mandir me, jaisa koi pujari pujari