Sunlo shehnayi khushiyon ki bajegi Sunlo ummidein dulhin si sajengi Sunlo kaali si shab ke paar se Dekho chanda ki hame jhalak dhikhegi
Ummido ke dar pe haule se aake Khwabon ne dastak di Mauka mila hai ab jee bhar ke jee lo Na fikra karo kal ki Dil ye gungunaaye Ainvai muskuraaye Jashn hai ye mere dil ka Ude bin par lagaaye Koyi aade na aaye Jashn hai ye mere dil ka
Haan ummido ke dar pe haule se aake Khwabon ne dastak di Arre mauka mila haiab jee bhar ke jee lo Na fikra karo kal ki Dil ye gungunaaye Ainvai muskuraaye Jashn hai ye mere dil ka Ude bin par lagaaye Koyi aade na aaye Jashn hai ye mere dil ka
Ha.. poori huyi meri har ek duaa hai Manzil tak pahunchi hai meri lagan Apno ke sapne hi sapne hain mere Poore karungi main sabke sapan Aansoo se dho doongi maathe ki salwat Muskaa ke pochungi har ek shikan Wo khushiyaan hi kya jo baanti nahin Jitni baantoon main utni badhe Wo ankhiyaan hi kya jo chalki nahin Aankhein khushiyon se jhar jhar bahein..
Dil ye gungunaaye Ainvai muskuraaye
Jashn hai ye mere dil ka Aaha jashn jashn Arre haan jashn jashn Jashn hai ye mere dil ka
Chori se chori resham ki dori Nainon se lad jaane de nayan Ho.. chanda chakori pirni katori Poora tu kar de dil ka jashn Haan.. hothon se kehna sab kya zaroori Palkon ke parde mein tu hai jatan Jaane bhi de, jaane bhi de Dil sareaam dhak dhak kare... O deewane tu kyun dare Tara dil to ibaadat kare..
Dil ye gungunaaye Ainvai muskuraaye Jashn hai ye mere dil ka Ude bin par lagaaye Koyi aade na aaye Jashn hai ye mere dil ka
Ummido ke dar pe haule se aake Khwabon ne dastak di Arre mauka mila hai Ab jee bhar ke jee lo Na fikra karo kal ki Dil ye gungunaaye Ainvai muskuraaye Jashn hai ye mere dil ka Ude bin par lagaaye Koyi aade na aaye Jashn hai ye mere dil ka
Dil ye gungunaaye Ainvai muskuraaye Jashn hai ye mere dil ka Aaha jashn jashn Arre haan jashn jashn Jashn hai ye mere dil ka