Janeman song is from and it is sung by and .It stars Urvashi Yadav, Megha Narkar and Akhil Mishra in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ravi Agrawal. This song was released on 03 Dec 2009.
Jaaneman jaaneman

jaaneman jaaneman

ek naam tumhara le kar

Hum jeete hain marte hain

ye ishq nibha dena tum

guzarish ye karte hai

Jaaneman jaaneman

jaaneman jaaneman

ek naam tumhara le kar

hum jeete hain marte hain

ye ishq nibha dena tum

guzarish ye karte hai

Jaaneman jaaneman

Tum khush ho to

hum bhi yoon khush rehte hain

tum rootho to

hum khud se roothe rehte hain

ye jaan lo bus tum se hi

hum apni khabar rakhte hain

tum bhool na jaana is ko

guzarish ye karte hain

Jaaneman jaaneman

Jitna bhi hum

tum ko chaahe kam lagta hai

ye ishq isliye hi to

pal pal badhta hai

tum se he is jeevan ka

hum saara bharam rakhte hain

tum tod na dena is ko

guzarish ye karte hain

jaaneman jaaneman

jaaneman jaaneman