Janeman song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ravi Agarwal. This song was released on 03 Dec 2009.
Jaanemann
Jaanemaan


Jaanemann
Jaanemaan


Ek naam tumhara lekar
Hum jeete hain marte hain
Yeh ishq nibha dena tum
Guzarish yeh karte hai


Jaanemann
Ho jaanemaan
Jaanemann
Ho jaanemaan


Ek naam tumhara lekar
Hum jeete hain marte hain
Yeh ishq nibha dena tum
Guzarish yeh karte hai


Jaanemann
Ho jaanemaan


Tum khush ho to hum bhi
Yun khush rehte hain
Tum rutho to hum khud se
Ruthe rehte hain


Yeh jaan lo bas tumse hi
Hum apni khabar rakhte hain
Tum bhul na jaana hum ko
Guzarish yeh karte hain


Jaanemann
Ho jaanemaan


Jitna bhi hum tumko
Chaahe kum lagta hai
Yeh ishq isliye to
Pal pal bhadta hai


Tumse hi iss jeevan ka
Hum sara bharam rakhte hain
Tum tod naa dena isko
Guzarish yeh karte hain


Jaanemann
Ho jaanemaan
Jaanemann
Jaanemaan.