Janeman janejigar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 11 Mar 2013.
Janeman janejigar haan
Thoda sa dekh idhar
Pyaar main karta hoon
Tujhse jee bhar kar
Janeman janejigar haan
Thoda sa dekh idhar
Pyaar main karta hoon
Tujhse jee bhar kar
Janeman janejigar


Teri zulfe hain yaa
Ghata hai kali sawan ki
Tere badan pe hain
Ronak ye saari kanchan ki
Haan tere badan pe hain
Ronak ye saari kanchan ki
Sarbati aankhein teri
Patli si hain kamar haan
Janeman janejigar


Tumhare samne
Jannat ki ho sarmaye
Gagan se chaand bhi
Dekhe tujhe to lalchaye
Haan gagan se chaand bhi
Dekhe tujhe to lalchaye
Jidhar bhi dekhu gori
Aati tumho nazar haa
Janeman janejigar haan
Thoda sa dekh idhar
Pyaar main karta hoon
Tujhse jee bhar kar
Janeman janejigar.