Janam janam tumko sanam chaaha song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Aditya Pancholi. This song was released on 11 Aug 1993.
Janam janam tumko sanam
Chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
I love you i love you


Janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
I love you i love you


Hu tere badan ki khushbu se
Mahki meri sanse hain
Tere sundar sapno mein
Dubi meri aankhe hain


Tere badan ki khushbu se
Mahki meri sanse hain
Tere sundar sapno mein
Dubi meri aankhe hain
Tumse aaj milke arman
Mere dil key hone lage javan
I love you i love you


O…janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
Ho i love you i love you


Yeh mausam yeh tanhayi,
Yeh pal kitne pyare hain
Lagta hai ham do premi,
Pyar key do banjare hain


Yeh mausam yeh tanhayi,
Yeh pal kitne pyare hain
Lagta hai ham do premi,
Pyar key do banjare hain
Chalte aao milke, milta hai
Jameen se nila gagan jahan
Ho i love you i love you


Janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
I love you i love you


Tumse nazar takrate hi
Maine toh pahchan liya
Bin puchhe hi pal bhar
Mein naam tumhara jan liya
Tumse nazar takrate hi
Maine toh pahchan liya
Bin puchhe hi pal bhar
Mein naam tumhara jan liya
Mere tum khuda
Ho dilbar dilruba ho,
Sab kuchh ho jaane jaan
I love you i love you
Janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
I love you i love you


O..janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
Ho i love you i love you.