Janaab (title) song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Sep 2015.
suno janaab mere mehboob
tere ishq ka kalma main padhun
mere janaab dil janiya
dil janiya re dil janiya re


khushnuma yaara khushnuma
mera rehnuma hai re tu
khushnuma yaara khushnuma
mera rehnuma hai re tu
shabnami tu mehjabin tu


dil ye gulzar sa pehli baar sa
ye khumaar aaj kyun hai
dil ye gulzar sa pehli baar sa
ye khumaar aaj kyun hai
mera noor tu mera ark tu
meri zidd bhi hai bas tu
dil ye gulzar sa pehli baar sa
ye khumaar aaj kyun hai


dekhiye janaab dekhiye janaab
dekhiye janaab aashiq to hum hain
hum aashiqi har lamhe mein
farma bhi sakte hain
lekin bina deedaar ke
woh lamha bhi kya lamha hai


mehjabi tu khwaab si tu
ya koi neemat hai tu
ya koi noor ya koi shabnam
ya ek inaayat hai tu
dil ye gulzar sa pehli baar sa
ye khumaar aaj kyun hai
dil ye gulzar sa pehli baar sa
ye khumaar aaj kyun hai


dekhiye janaab dekhiye janaab
dekhiye janaab tumhari adayein
inn adaaon pe hi marr mite
aur aahein bharte hain
lekin labon se apne puchho
hamara dil gustakh kyu hai


mehjabi tu khwaab si tu
ya koi nimat hai tu
ya koi noor ya koi shabnam
meri ibaadat hai tu
dil ye gulzar sa pehli baar sa
ye khumaar aaj kyun hai
dil ye gulzar sa pehli baar sa
ye khumaar aaj kyun hai.