Jana tha hum ne song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Ali Noor, Muhammad Ali Jaffari, Mekaal Hasan. This song was released on 25 Oct 2003.
Meri soi himmat jaagey
Duniya hai meray aagey
Jawaan hoon mein jawaan
Jhootey khwaab peechay chorey
Jeewan se naata joray
Rawaan hoon mein rawaan


Diye ko na bujhana
Duniya ko hai sajana
Bhulana na bhulana
Dil ne ab hai jaana
Badley ga yeh zamana
Ab tu jaag


Jana tha humne ab jaayien kahan
Paana tha jo bhi woh hai paana yahan
Ab himmat se hai mera saara jahan
Mein dhundhun ga sab nishan
Mein chhulunga saaray aasman


Saarey yaar tujhe se roothay
Teri aarzoo na tootay
Jawaan ho tu jawaan
Zindagi mein gham hain saare
Zindagi se tu na haarey
Rawaan ho tu rawaan


Diye ko na bujhana
Duniya ko hai sajana
Bhulana na bhulana
Dil ne ab hai jaana
Badley ga yeh zamana
Ab tu jaag


Jana tha humne ab jaayien kahan
Paana tha jo bhi woh hai paana yahan
Ab himmat se hai mera saara jahan
Mein dhundhun ga sab nishan
Mein chhulunga saaray aasman.