Jagte Raho Lyrics - Just Married: Marriage Was Only The Beginning! | Esha Deol | Jugal Hansraj | Fardeen Khan | Sonu Nigam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jagte raho song is from Just Married: Marriage Was Only The Beginning! (2007) and it is sung by Sonu Nigam.It stars Esha Deol, Jugal Hansraj and Fardeen Khan in leading roles. This song is penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra) and composed by Pritam Chakraborty. It is produced by Nitin Manmohan, Jugal Hansraj, Ram Gopal Varma. This song was released on 16 Mar 2007.
Lyrics
Jaagate raho hatheli khulne lagi
Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki
Shaam to chale sulagne do jara shab ko
Ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki
Jaagate raho hatheli khulne lagi
Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki
Shaam to chale sulagne do jara shab ko
Ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki
Pehala pehala yeh kadam hai
Chahat hai par zor kam hai
Pehali pehali raat hai yeh
Aage jo ho akhir nagar
theek hai to sabhi theek hai
Jaagate raho hatheli khulne lagi
Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki
Jaagate raho
Jab raat ki thaili khulein
Kya janiye kya kuch milein
Ho o o… Jab raat ki thaili khulein
Kya janiye kya kuch milein
Shehnaayi bhi sannnate bhi
Sapne kahin khaaaarate bhi
Chalke chalke nain bhi hain
Bechani mein chain bhi hain
Pehali pehali raat hai yeh
Aage jo ho akhir nagar
theek hai to sabhi theek hai
Jaagate raho hatheli khulne lagi
Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki
Jaagate raho
Yeh raat hai farmaan ki
Umeed ki armaan ki
Ho… Yeh raat hai farmaan ki
Umeed ki armaan ki
Shikve gile naaraazagi
Aankhon mein oos ki taazagi
Katara katara jab ghulegi
Nikhari nikhari shab khulegi
Pehali pehali raat hai yeh hai
Aage jo ho akhir nagar
theek hai to sabhi theek hai
Jaagate raho hatheli khulne lagi
Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki
Shaam to chala sulagne do jara shab ko
Ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki
Pehala pehala yeh kadam hai
Chahat hai par zor kam hai
Pehali pehali raat hai yeh
Aage jo ho akhir nagar
theek hai to sabhi theek hai
Jaagate raho hatheli khulne lagi
Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki
Jaagate raho.