Jab Tak Chamke Chand Sitare Lyrics - Neelam Pari | Sapru | Sajjan | Geeta Bali | G. M. Durrani | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jab tak chamke chand sitare song is from Neelam Pari (1952) and it is sung by G. M. Durrani and Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt).It stars Sapru, Sajjan, Geeta Bali, Gope in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Khawaja Khurshid Anwar. It is produced by Chandrakala. This song was released on 04 Jan 1952.
Lyrics
Jab tak chamke chand sitare
Tum ho hamare saiya hum hai tumhare
Apne milan ka sath na chute
Hatho me aake sajni hath na chute
Dil ki lagi me rang dikhaya
Chayi bahar mere nain hase
Aaj khushi me phul khile
Dharti se aakash mila
Or pyar bhare dil ke geet khile
Dil ke dil ke tar mile
Jhum rahe hai mast najare
Rate hamari din bhi hamare
Jab tak chamke chand sitare
Tum ho hamare saiya hum hai tumhare
Suraj chanda sham sawere
Rat suhani sab hai tere liye
Taro ki jhil mil tere liye
Heere motiu lal jawahir
Rup jawani sab hai tere liye
Or mera dil tere liye
Pyar hamara yad rahega
Geet gayegi dunia hamare
Jab tak chamke chand sitare
Tum ho hamare saiya hum hai tumhare.