Jab se mile do dil song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Iftikar Ahmed. This song was released on 01 Jan 2018.
Jab se mile do dil banne lagi dasta
Jab se mile do dil banne lagi dasta
Are pyar mein dharti par rah kar hi
Pa liya aasma ho


Jab se mile do dil banne lagi dasta
Jab se mile do dil banne lagi dasta
Pyar mein dharti par rah kar hi
Pa liya aasma


Tujh tak aakar ruk jati hai
Meri tamana ki rahe
O tujh tak aakar ruk jati hai
Meri tamana ki rahe
Mere armaano ki manjil
Ho mere armano ki manjil
Sajan ye teri baahe
Teri palko ke saye mein
Teri palko ke saye mein
Mera hai aashiyan ho


Jab se mile do dil banne lagi dasta
Jab se mile do dil banne lagi dasta
Pyar mein dharti par rah kar hi
Pa liya aasma ho


Pyar ka sawan aise barasa
Badal gaya mann ka mausam
Pyar ka sawan aise barasa
Badal gaya mann ka mausam
Pyar ka sawan aise barasa
Badal gaya mann ka mausam


Naye rangon mein dhalane laga hai
Naye rangon mein dhalane laga hai
Dil se dil ka ye sangam
Tere dil mein jaga mili to
Tere dil mein jaga mili to
Mil gaye do jahan


Jab se mile do dil banne lagi dasta
Jab se mile do dil banne lagi dasta
Are pyar mein dharti par rah kar hi
Pa liya aasma ho.