Jab Se Laagi Toh Se Najariya, Nas Nas Me Daude Hai Bijuriya Lyrics - Dharmendra | Lata Mangeshkar | Asha Bhosle

1968

Lyrics

jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya
aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya
jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya
aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya
jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya
aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya
nain huye dono gulabi chaal chalu mai jaise sharabi
bhed jiya ke kaise batau bhed jiya ke kaise batau
padh le mora chehra kitabi jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya
rang me tore mai to rang gayi
pyar ki batiya mai samajh gayi
jaan le tu bhi more balam jaan le tu bhi more balam
aaj mai kahe itni saj gayi jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya
rah naveli dar mohe lage thaam le baiya samne aa ke
khoj me teri khud kho jau khoj me teri khud kho jau
tu jo mile to baag ye jaage jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya