Jaaon tore charan kamal pe varri, he govind he murari song is from and it is sung by , and .It stars Girish Karnad, Jayapradha and Sachin in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vadde Ramesh. This song was released on 11 Sep 1985.
jau tore charan kamal par vaari
o ho jau tore charan kamal par vaari
hey gopal govind murari
hey gopal govind murari sharnagat hu bal tihar
jau tore charan kamal par vaari
jau tore charan kamal par vaari

kitna ghana bana andhiyara
kitna ghana bana andhiyara
ghulta mai sara ka sara
ghulta mai sara ka sara tu hi mera ek adhar
aa a a ga re pa dha pa dha pa re ga ga re sa
dha pa ga re sa sa pa dha dha pa re sa ga
tu hi mera ek adhar, sharanaghat hu bal tihar
jau tore charan par vaari
jau tore charan par vaari

sunnn snnn pawan jhakora snnn pawan jhakora sa
hara man kapta gabrata, hara man kapta gabrata
tut raha sanso ka taar
tut raha sanso ka taar sharanaghat hu bal tihar
jau tore charan par vaari
jau tore charan par vaari

morpankh ki kiran jagakar, jagakar
morpankh ki kiran jagakar
adhur par muskaan uga kar
adhur par muskaan uga kar har le man ki pir apar
sa re sa ga sa pa sa sa dha pa ga re sa dha sa
har le man ki pir apar, sharanaghat hu bal tihar
jau tore charan par vaari
hey gopal govind murari, sharanaghat hu bal tihar
jau tore charan par vaari
jau tore charan par vaari