jaao re, jogii tum jaao re Lyrics - Sunil Dutt | Vyjayantimala | Prem Nath | Lata Mangeshkar

1966

Lyrics

jaao re, jogii tum jaao re
ye hai premiyon kii nagarii
yahaan prem hii hai puujaa
jaao re
prem kii piidaa sachchaa sukh hai
prem binaa ye jiivan dukh hai - 2
jaao re
jiivan se kaisaa chhutakaaraa
hai nadiyaa ke saath kinaaraa - 2
jaao re
gyaan ki to hai siimaa gyaanii
gaagar men saagar kaa paanii - 2
jaao re