hmm jaan-e-man jaan-e-manjaan-e-man jaan-e-manhm hm hm, hm hm hmjaan-e-man jaan-e-manjaan-e-man kisi ka naam nahinphir bhi yeh naam honthon pe na hoaisi koi subah nahin, shaam nahinjaan-e-man jaan-e-man -2[ mainne sifr khayaalon se, khwaabon ki sej sajaayi haidil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai ] 2tasveeron pe marta hoon, waqt guzaara karta hoon
main mehboob ki galiyon ka, koi aashiq badnaam nahinjaan-e-man jaan-e-man -2kal ki baat khuda jaane par aaj talaq woh baat nahin -2dil par baadal chaaye hain par aankhon mein barsaat nahinaisa main deewana hoon, aisa main mastaana hoonpyaas to hai in honthon par, lekin haathon mein jaam nahinjaan-e-man jaan-e-man -2jaan-e-man kisi ka naam nahinphir bhi yeh naam honthon pe na hoaisi koi subah nahin, shaam nahinjaan-e-man jaan-e-man -2hm hm hm, hm hm hm -2