Jaanemaan song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. The music of this song is composed by . This song was released on 15 Dec 2006.
Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hain
Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hain
Piya man bhaana tha
Piya man bhaaye hai
Har khushi hai ab tumhari
Mujhe de do gham
Jaanemaan, jaanemaan ..
Jaanemaan, jaanemaan ..

Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hain
Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hain
Piya man bhaana tha
Piya man bhaaye hai
Har khushi hai ab tumhari
Mujhe de do gham
Jaanemaan, jaanemaan ..
Jaanemaan, jaanemaan ..

Zindagi mein aaye tum
Chahaton ke raste
Ho... zindagi mein aaye tum
Chahaton ke raste
Kash yeh raste sanam
Kat jaayein hanste hanste
Sone dildaara tere
Pyaar to main vaariyan
Meriya duaawan tainu
Lag jaave saariyan
Chand ho tum chandni se
Bheega jaaye man
Jaanemaan, jaanemaan ..
Jaanemaan, jaanemaan ..

Khwabon ke is ghar ki khair kariyo rabba
Khwabon ke is ghar ki khair kariyo rabba
Door kaleh, kalash aur bair kariyo rabba
Naazon se badi maine kari hain tayyariyan
Din raat pyar diyaan nazaran utaariyan
Yeh mohabbat hai ibaadat kabhi ho na kam
Jaanemaan, jaanemaan ..
Jaanemaan, jaanemaan ..

Aa aghosh mein meri zulf sanwaarun teri
Chahat ke rangon se main maang saja doon teri
Maahiya ve aaj mainu aave kyon ve lagda
Aashiq de sachha hove roop honda rab da
Hum yahaan hain, tum yahaan ho hone do milan
Jaanemaan, jaanemaan ..
Jaanemaan, jaanemaan .