Jaane tu kahaan (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gagan Josan. This song was released on 26 Feb 2016.
Khoob tha tumko pata
Tum meri aadat ho
Beech raste mein chora kyu
Meri mohabbat ko


Khoob tha tumko pata
Tum meri aadat ho
Beech raste mein chora kyu
Meri mohabbat ko


Ab kaza si saza lage
Kya meri thi khata
Dil hai firta dar badar
Ab tu hi ye bata


Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan


Jaane tu kahaan..


Tumko yaad hain
Wo batein wo saari sogaatein
Tanha bin tere
Ab kaali kaali si raatein


Bin tere dil mein mere
Ab koi bhi nahi
Rooh mein saanson mein
Dil ki dhadkan mein
Tu hi hai kahi


Tujhse rangat hai judi
Tujhse hi samaa


Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan


Jaane tu kahaan..


Tumko chaaha hai itna
Rabb tumhe maana
Dil ke har safe pe
Tera hi afsaana


Tumko chaaha hai itna
Rabb tumhe maana
Dil ke har safe pe
Tera hi afsaana


Jis taraf bhi dekhta hun
Dilkhti tu hi tu
Nazrein dhunde raaston pe
Tere hi nishaan


Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan


Jaane tu kahaan..


Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Jaane tu kahaan..