Jaane tere shehar ka kya irada hai Jaane tere shehar ka kya irada hai Aasman kamm, parinde zyaada hain O jaane tere shehar ka kya irada hai
Khushi ka hissa, Gham ka hissa Ghunt ka hissa, Dum ka hissa Zakm aur marhem ka hissa Dil faroshi ka yeh qissa
Jaane tera ishq bhi kya tamasha hain Jaane tera ishq bhi kya tamasha hain
Raat ko mulzim Din mein khuda sa hai
Jaane tere shehar ka kya iraada hai
Jaane hum pe kaun si aissi tohmat hai Samajhna paaye aib hai yaa yeh aadat hai Malmal mein lipte hai Phir bhi bikhre hai Bas yeh jaam humara hai hum iske hain
Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai Har ghadi zinda.. Har din naya sa hai
Jaane tere shehar ka kya irrada hai