Jaane kaun sa rasta song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 30 Oct 2012.
Jaane kaun sa rasta
Usake ghar ko jata
Jaane kaun sa rang hai
Usake mann ko bhata
Aisi kai hai paheliya
Mann mein kare jo athkheliya
Aisi kai hai paheliya
Mann mein kare jo athkheliya
Jaane kaun sa wada
Usako lubhata
Jaane kaun sa rasta
Usake ghar ko jata


Kahin door se main
Hoon gungunata
Usake liye naye geet gata
Kahin door se main
Hoon gungunata
Usake liye naye geet gata
Jaane kaun sa nagma
Usake mann ko bhata
Aisi kai hai paheliya mann
Mein kare jo athkheliya
Aisi kai hai paheliya mann
Mein kare jo athkheliya
Jaane kaun sa rasta
Usake ghar ko jata
Jaane kaun sa rang hai
Usake mann ko bhata


Kabhi dhoop hai
Kabhi chhanv bhi hai
Kabhi sard hai barsat bhi hai
Kabhi sard hai barsat bhi hai
Jaane kaunsa mausam
Usako suhata aisi kai
Hai paheliya mann
Mein kare jo athkheliya
Aisi kai hai paheliya mann
Mein kare jo athkheliya
Jaane kaun sa rasta
Usake ghar ko jata
Jaane kaun sa rang hai
Usake mann ko bhata.