Jaane kahan mera jigar gaya ji song is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi  badi ankhiyon se dar gayaa ji


Are jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi  badi ankhiyon se dar gayaa ji


Kahin maare dar ke chuhaa to nahin ho gayaa
Kahin maare dar ke chuhaa to nahin ho gayaa
Kone kone dekhaa na jaane kahaan kho gayaa
Kone kone dekhaa na jaane kahaan kho gayaa
Yahan use laae kaahe ko binaa kaam re
Jaldi jaldi dhuundho ke hone lagii shaam re
Yahan use laae kaahe ko binaa kaam re
Jaldi jaldi dhuundho ke hone lagii shaam re


Jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahiin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi  badi ankhiyon se dar gayaa ji


Koi ulfat ki nazar zaraa pher de
Koi ulfat ki nazar zaraa pher de
Lele do chaar aane jigar meraa pher de
Lele do chaar aane jigar meraa pher de
Aise nahin chorii khulegii takaraar se
Chalo chalo thaane bataaein jamaadaar se
Aise nahin chorii khulegii takaraar se
Chalo chalo thaane bataaein jamaadaar se


Jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahiin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi  badi ankhiyon se dar gayaa ji


Sachchi sachchi kah do dikhaao nahin chaal re
Sachchi sachchi kah do dikhaao nahin chaal re
Tune to nahin hain churaayaa meraa maal re
Tune to nahin hain churaayaa meraa maal re
Baaten hain nazar ki nazar se samajhaaungii
Pahale pado paiyaan to phir batalaaungii
Baaten hain nazar ki nazar se samajhaaungii
Pahale pado paiyaan to phir batalaaungii


Jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahiin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi  badi ankhiyon se dar gayaa ji


Are jaane kahaan meraa jigar gayaa ji
Abhi abhi yahiin thaa kidhar gayaa ji
Kisi ki adaaon pe mar gayaa ji
Badi  badi ankhiyon se dar gayaa ji.