Jaan pay bhi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gauhar Maqsood. This song was released on 01 Jan 2018.
Jaan pay bhi khelenge hum
Har mushkil jhelenge hum
Saath apne hain apna khuda
Humko na aazmaana
Humse hain ye zamaana
Hum hain manzil hum hi nishaan


Khel ye sabka nahi ye sabke baska nahi
Ek jigar lohein ka chahiye
Mehnat himmat kar ke dekh
Jaa ki baazi ladke dekh
Josh ki intihaan chaahiye
Jaan pay bhi khelenge hum
Har mushkil jhelenge hum
Saath apne hain apna khuda
Humko na aazmaana
Humse hain ye zamaana
Hum hain manzil hum hi nishaan


Jab tak mujh main dam rahein
Sar tera na hum rahein
Sar uthaake tu jeena sadda
Josh teri aankhon mein ho
Jazbaa jab saanson mein ho
Hona tujh sa koi dusaraa
Jaan pay bhi khelenge hum
Har mushkil jhelenge hum
Saath apne hain apna khuda
Humko na aazmaana
Humse hain ye zamaana
Hum hain manzil hum hi nishaan
Josh ki intihaan chaahiye


Dushman jab ho zamaana
Nazarein na takrana
Jee jaan se lad jaana
Samssoooooooooom tuuu
Dushman jab ho zamaana
Nazarein na takrana
Jee jaan se lad jaana
Samssoooooooooom tuuu


Mehnat himmat kar ke dekh
Jaa ki baazi ladke dekh
Josh ki intihaan chaahiye
Jaan pay bhi khelenge hum
Har mushkil jhelenge hum
Saath apne hain apna khuda
Humko na aazmaana
Humse hain ye zamaana
Hum hain manzil hum hi nishaan


Jaan pay bhi khelenge hum
Har mushkil jhelenge hum
Saath apne hain apna khuda
Humko na aazmaana
Humse hain ye zamaana
Hum hain manzil hum hi nishaan
Josh ki intihaan chaahiye
Josh ki intihaan chaahiye
Josh ki intihaan chaahiye.