Jaan meri tere liye song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Barkha Roy. This song was released on 30 Nov 1984.
Haan jaan meri tere liye ho
Janam liya maine dobaara
Are jaan meri, jaan meri
Tere liye ho janam liya
Maine dobaara
Are pehale jo huwa nahi,
Ho jaaye woh pyaar mein yaara
Jaan meri tere liye ho
Janam liya maine dobaara


Abb jine mein aur maja hai
Pyaar karenge, dar nahi duniya ka
Abb jine mein aur maja hai
Pyaar karenge, dar nahi duniya ka
Jit mere pyaar ki
Yeh jit liya hai jag saara
Jaan meri, ho jaan meri
Tere liye ho janam liya
Maine dobaara
Are pehale jo huwa nahi,
Ho jaaye woh pyaar mein yaara
O o jaan meri tere liye
Ho janam liya maine dobaara


Aa baahon mein kuchh
Toh dil ki aag bujhegi
Ho sharmo haya chhod de
Aa baahon mein kuchh
Toh dil ki aag bujhegi
Ho sharmo haya chhod de
Kaun jaane kab aayega phir
Aisa mausam pyaara
Jaan meri, ho jaan
Meri tere liye ho
Janam liya maine dobaara
Are pehale jo huwa nahi,
Ho jaaye woh pyaar mein yaara
O o jaan meri tere liye
Ho janam liya maine dobaara
O o jaan meri tere liye
Ho janam liya maine dobaara.