Jaan kahan hai tu song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jaideep Sahaney. This song was released on 14 Jul 2000.
Jaan kahan hai tu kahan
Hey jaan kahan hai tu kahan
Tanha nahin katta safar
Dhoondhe tujhe meri nazar
Main yahan main yahan
Main yahan
Jaan kahan hai tu kahan
Hey jaan kahan hai tu kahan


Chaahat ke mehke gul khile
Kya haseen hai ye silsile
Paagal kare deewangi
Ab zor koi na chale
Jaan kahan hai tu kahan
Hey jaan kahan hai tu kahan


Dekh na mujhe yoon pyaar se
Darr lage deewane yaar se
Tune mujhe ghaayal kiya
Kajalon ki teekhi thayaar se


Jaan kahan hai tu kahan
Hey jaan kahan hai tu kahan
Tanha nahin katta safar
Dhoondhe tujhe meri nazar
Main yahan main yahan
Main yahan
Haan haan jaan kahan hai tu kahan
Hey jaan kahan hai tu kahan.