LyricsTashan

Itti Si Hansi - Aashiyan Lyrics - Ranbir Kapoor | Priyanka Chopra | Ileana Dcruz | Nikhil Paul George | Shreya Ghoshal

in Albums

Watch the Video

Song Information

Itti si hansi - aashiyan song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Siddharth Roy Kapur, Ronnie Screwvala. This song was released on 14 Sep 2012.

Lyrics

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayein aashiyan x (2)

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe ungli chadha ke
Hum taale laga ke
Chal gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baant lein
Aaja dil ki yeh zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga
Apna yeh aashiyaan

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayein aashiyaan

Na ho char deewarein
Phir bhi jharokhe khule
Baadalon ke hothon pe
Shaakhein hari,pankha chale

Na ho koi takraarein
Arre masti thahaake chalein
Pyar ke sikkon se mahine ka kharcha chale

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe ungli chadha ke
Hum taale laga ke
Chal gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baant lein
Aaja dil ki yeh zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga
Apna yeh aashiyaan

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayein aashiyan x (2)

Related Songs

More songs from Barfi (2012)
More songs of Ranbir Kapoor
More songs of Priyanka Chopra
More songs of Ileana Dcruz
More songs of Nikhil Paul George
More songs of Shreya Ghoshal