Itni kahani song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dilip Shankar. This song was released on 17 Feb 2012.
Ho zakham khate
Hai tut jate hai
Raho mein pyar ki
Kitne kante hai
Kitne sadme hai
Baho mein yaar ki
Zakham khate hai
Tut jate hai
Raho mein pyar ki
Kitne kante hai
Kitne sadme hai
Baho mein yaar ki
Jisne na apna jana hai
Dil to usika deewana hai
Jisne na apna jana hai
Dil to usika deewana hai


Kal tak chali thi
Wo sath mere
Aaj bichhde to
Jana hai jana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Dil ki itni kahani hai
Dil ka itna fasana hai
Jisne bhi dil ko lagaya hai
Usne to dhokha hi khaya hai
Jisne bhi dil ko lagaya hai
Usne to dhokha hi khaya hai
Kal tak nahi thi
Mujhko khabar
Ye aaj maine ye
Jana hai jana hai.