Iski hoon na uski hoon song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunil Bohra. This song was released on 28 Mar 1997.
Iski hoon na uski hoon
Rab jane main kiski hai
Iski hoon na uski hoon
Rab jane main kiski hai
Chaht ki masti mein dubi
Mai badi nashili viski  ki hoon


Ye nain bade hi tikhe hai
Bas teer chala na sikhe hai
Hai rang zamane ki jitne
Mere aage sab fike hai
O teri adaye khas
Aaja na aaja pas na na na
Kahne vale kahte hai
Mai jaisi bhi hoon riski hoon


Kya lag rahi yar chhori achha
Ye mana main madhosh nahi
Par apna mujhko hosh nahi
Ye pyar ki pahli galti hai
Sholo mein javani jalti hai
Are sab ko jalayegi ha ha ha
Pas na aayegi na na na
Ma aag hu apne sine ki


Iski hoon na uski hoon
Rab jane main kiski hai
Iski hoon na uski hoon
Rab jane main kiski hai
Chaht ki masti mein dubi
Mai badi nashili viski ki hoon.