Ishq Ke Dariya Mein Lyrics - Mohammed Hussain | Ahmed Hussain
in Albums
Watch the Video
Song Information
Ishq ke dariya mein song is from Pyar Ka Jazba (2007) and it is sung by Ahmed Hussain and Mohammed Hussain.It stars Mohammed Hussain and Ahmed Hussain in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Ishq ke dariya mein jab aajayega
Ishq ke dariya mein jab aajayega
Dil ghamo se khud ubharta jayega
Ishq ke dariya mein
Tod dega ye khwabo ko ek din
Tod dega ye khwabo ko ek din
Behte paani ko jo roka jaayega
Behte paani ko jo roka jaayega
Ishq ke dariya mein
Hum huye barbaad bhi to dekhna
Hum huye barbaad bhi to dekhna
Kuch sabab tumse bhi puchha jayega
Kuch sabab tumse bhi puchha jayega
Ishq ke dariya mein
Muntazir hai hum kisi umeed par
Muntazir hai hum kisi umeed par
Aap aayenge qaraar aa jaayega
Aap aayenge qaraar aa jaayega
Ishq ke dariya mein
Hasra ke din bhi humaari rooh ko
Hasra ke din bhi humaari rooh ko
Aapke kuche mein dhundha jaayega
Aapke kuche mein dhundha jaayega
Dil ghamo se khud ubharta jayega
Ishq ke dariya mein.