Ishq hai to song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ishq hai to aashiq aale nabi ban jaaiye
Ishq hai to aashiq aale nabi ban jaaiye
Khuld jinki muntazar
Khuld jinki muntazar woh munbati banjaaiye
Ishq hai to aashiq aale nabi ban jaaiye
Ishq hai to aashiq aale nabi ban jaaiye


Zulmato ke vaste kaafi hain bas raahe amal
Zulmato ke vaste kaafi hain bas raahe amal
Ye andhere kyaa karenge
Ye andhere kyaa karenge roshani ban jaaiye
Ye andhere kyaa karenge roshani ban jaaiye
Khuld jinki muntazar
Khuld jinki muntazar woh munbati banjaaiye
Ishq hai to aashiq aale nabi ban jaaiye


Dar kahin mil jaaye khake karbala ko chum kar
Dar kahin mil jaaye khake karbala ko chum kar
Sar pe rakhiye aur kismat
Sar pe rakhiye aur kismat ke khani ban jaaiye
Sar pe rakhiye aur kismat ke khani ban jaaiye
Khuld jinki muntazar
Khuld jinki muntazar woh munbati banjaaiye
Ishq hai to aashiq aale nabi ban jaaiye


Mehfile zikre hussen ibane ali mein aaiye
Mehfile zikre hussen ibane ali mein aaiye
Aadamiyat ke sabak se
Aadamiyat ke sabak se aadami ban jaaiye
Aadamiyat ke sabak se aadami ban jaaiye
Khuld jinki muntazar
Khuld jinki muntazar woh munbati banjaaiye
Ishq hai to aashiq aale nabi ban jaaiye


Un bahatar jaan nisaaro ke lahoo ka vasta
Un bahatar jaan nisaaro ke lahoo ka vasta
Chand roza zindagi hain
Chand roza zindagi hain aadami ban jaaiye
Chand roza zindagi hain aadami ban jaaiye
Khuld jinki muntazar
Khuld jinki muntazar woh munbati banjaaiye
Ishq hai to aashiq aale nabi ban jaaiye
Ishq hai to aashiq aale nabi ban jaaiye.