Is terah deewane song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sujit Kumar. This song was released on 14 Jan 2005.
Is tarah deewane kyu huye ja rahe hai hum
Is tarah deewane kyu huye ja rahe hai hum
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Is tarah deewane kyu huye ja rahe hai hum
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ho sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam


Tumne dard aye diya hai dil ko pahli bar
Tumne dhadkano ko kiya yaar bekarar
Tumpe chahate lutau mai to beshumar
Lamha lamha maine kiya siraf tumse pyar
Mujhse jane jana tum le lo koi bhi kasam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ho sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam


Ho yara tumhari aashiki mein aisa hai asar
Rahane laga hu aajkal main khud se bekhabar
Chehara tumhara har jagha hi dhundati nazar
Na kahi sakun hai na hai kahi sabar
Bekhudi mein aise kyu bahake ja rahe kadam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ho sanam,
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Is tarah deewane kyu huye ja rahe hai hum
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam.