Intezare Sabba Raha Barson Lyrics - Pankaj Udhas

2005

Lyrics

Intezare sabba raha barson
Intezare sabba raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba

Ek din uska pyaar barsa tha
Ek din uska pyaar barsa tha
Aur main bheegta raha barson
Aur main bheegta raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba

Unki ankhon ke jaam yaad rahe
Unki ankhon ke jaam yaad rahe
Bin peeye bhi nasha raha barson
Bin peeye bhi nasha raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba

Tab kahin jaa ke ek ghazal likhi
Tab kahin jaa ke ek ghazal likhi
Main tujhe sochta raha barson
Main tujhe sochta raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba

Fasle kam na ho sake qaisar
Fasle kam na ho sake qaisar
Aamna samna raha barson
Aamna samna raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba.