Insaan insaan ke liye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Insaan insaan ke liye
Jeevan jeevan ke liye
Jara si humdardi ka woh
Kyun haqdaar nahi o bandhu


Insaan insaan ke liye
Jeevan jeevan ke liye
Jara si humdardi ka woh
Kyun haqdaar nahi o bandhu
Insaan insaan ke liye aa


Insaan insaan ka sauda kare
Woh use rojdaar karen
Insaan insaan ka sauda kare
Woh use rojdaar karen
Itihaas puraana agar palte
Kyaa sharamaoge o bandhu
Insaan insaan ke liye


Kyaa nukshan tujhe
Jeevan ki gehari bhawar
Paar ho tere sahare
Samjo re log agar


Kyaa nukshan tujhe
Jeevan ki gehari bhawar
Paar ho tere sahare
Samjo re log agar
Insaan na ho agar insaan
Seitaan kabhi na hota insaan
Insaan na ho agar insaan
Seitaan kabhi na hota insaan


Seitaan agar ho jaaye insaan
Seitaan agar ho jaaye insaan
Kyaa sharmaoge nahi
Insaan insaan ke liye
Jeevan jeevan ke liye
Jara si humdardi ka woh
Kyun haqdaar nahi o bandhu
Insaan insaan ke liye.