Ilzaam Lyrics - Arjun Kanungo | King | Carla Dennis

2022 Arjun Kanungo

About this song

  • Artists: Arjun Kanungo, King
  • Starring: Carla Dennis
  • Music: Arjun Kanungo
  • Lyrics: Arjun Kanungo, King
  • Producers: Martin Hollis, Arjun Kanungo
  • Additional programming: Nemo, VOLE
  • Guitars: Ishaan Das, Bhushan Chitnis
  • Mix: Martin Hollis
  • Master: Shadaab Rayeen
  • Album: INDUSTRY (Part 1)
  • Label: One Mind Music
  • Director: Dhruv Kanungo
  • Cinematographer: Leo Purman
  • Production house: Junun Motion Pictures with One Mind Music
  • Producer: Aditya Mohan
  • Editor: Ryuu Irusu
  • 1st AD: Vidar Joshi
  • 2nd: Mayank Kansaria
  • Choreographer: Anamika Lalwani
  • Associate Producer: Jashan Arora
  • Steadicam Op: Abhilash Bhagat
  • Camera Op: Ahmed Shaikh
  • Jimmy Jib Op: Dinesh Uada
  • Focus Pullers: Chandra Babu Naidu, Suresh Kumar
  • Gaffer: Tiger Sultan Beg
  • Production Designer: Ishita Doshi
  • Stylists: Raahil Raja, Arshad Shaikh
  • Makeup Artists: Flavia Giuliodori, Suprabha Jadhav
  • Hair Stylist: Pratik N. Patkar
  • Manager for Arjun: Swetha Shetty
  • Assistant to Arjun: Sarvesh Baheti
  • Artist team: Nemo, VOLE
  • Colorists: Vikas Prajapati, Adolf Dsouza
  • Online Editor: Ajay Ahire
  • Post Studio: Mantrapixels

Lyrics

Bata De Mujhe
Wajah De Mujhe
Mera Hi Main Na Raha
Sab Dhoondh Rahe

Maine Kiya Aisa Kya
Hum Phir Na Mile

Main Khud Se Hi Kyun Laapata
Hata De Use Mita De Use
Duniya Bani Pyar Ki Ilzaam Tale
Tune Kiya Aisa Kya Hum Phir Na Mile

Tune Kaha Tha Mujhe
Na Chhod Ke Jaana Kabhi
Phir Kyun Palte Ho Alag
Par Boora Toh Nahi

Ilzaam Lage Ke Main Badal Gaya
Kyun Badal Gaya Kabhi Poochh Meri Jaan
Aansuon Se Bhara Samandar Tha Mera
Tu Tair Na Saki Main Doob Gaya
Ilzaam Lage
King!

Thodi Wafa Mujhse Bhi Kar Leti
Maan Leta Paar Khuda Ke
Na Jane Seh Gaye Kitne Sitam
Socha Tum Haqdaar Wafa Ke

Hum Ghalti Se Seekh Gaye
Kabhi Karna Karna Na Bharosa
Husn Walon Pe

Khulke Bata Do Kya Hisaab Karoge
Ho Itna Chup Reh Ke Kya Barbaad Karoge
Aur Ab Jo Le Hi Chuke Ho Tum Sab Humara
Ab Kyun Yaad Karoge

Ilzaam Lage Ke Main Badal Gaya
Kyun Badal Gaya Kabhi Poochh Meri Jaan
Aansuon Se Bhara Samandar Tha Mera
Tu Tair Na Saki Main Doob Gaya

Tere Zulmon Ko Main Aaj Bhi
Hoon Kyun Seh Raha
Tu Be-wajah Bewafa Kyun Bani
Pehli Dafa Jahan Yeh Mera Ro Gaya
Sab Kho Gaya Jo Tu Na Mili

Jaane Jaana Aisa Kya Hai
Tune Mujhse Jo Churaya
Mujhse Poochho Jeena Kya Hai
Itna Chah Ke Bhi Mil Na Paya

Maine Maana Dil Dukh Hai
Apne Haal Pe Rona Aaya
Duniya Jeeti Sabko Paya
Bas Ek Pyar Tera Hisse Na Aaya