Ik ladki ne mujhpe jadu kiya song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anumolu Venkata Subba Rao. This song was released on 14 May 1993.
Rang rangake bhang chadake
Naina ho gaye char
Bich bajariya kho gaya manwa
Dhund ke la de yaar
Chori chori mera dil le liya
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin


Tune kiya ho maine kiya
Ha ha maine kiya
Dil deke badle me dil le liya
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin


Indar danush ke rango se mai
Teri mang saja du
Teri rah me mere humdum
Pyar ke deep jala du
Aankho me rahta tha kajal sajan
Ab to rahta hai chehra tera
Ye sath apna rahe har janam
Maine mangi hai rab se dua
Aankho me rahta tha kajal sajan
Ab to rahta hai chehra tera
Ye sath apna rahe har janam
Maine mangi hai rab se dua
Ninde gayi mera chain gaya
Haye chain gaya
Rah rah ke dhadke hai mera jiya
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin


Ek ladki ne mujhpe jadu kiya
Haye jadu kiya
Chori chori mera dil le liya
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin
Dhina dhin tak dhina dhin.