Husn Walo Ke Panje Me Aa Lyrics - Yaar Mera | Helen | Manmohan | Jeetendra | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Husn walo ke panje me aa song is from Yaar Mera (1971) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Helen, Manmohan, Jeetendra and Paintal in leading roles. This song is penned by S H Bihari and composed by Shankar Jaikishan. It is produced by Raja Ram, Satish Wagle. This song was released on 03 Dec 1971.
Lyrics
husn walo ke panje me aa husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai raat ke andhere me
husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai raat ke andhere me
husn walo ke panje me aa
kya jane kyu tu ghabra gaya hai dil hi to dil se takra gaya hai
kya jane kyu tu ghabra gaya hai dil hi to dil se takra gaya hai
aisa sitam kya hua aisa sitam kya hua
husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai rat ke andhere me
husn walo ke panje me aa
rato ki jagmag jitni suhani utni gajab ki meri jawani
rato ki jagmag jitni suhani utni gajab ki meri jawani
yaro se dil to laga yaro se dil to laga husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai rat ke andhere me
husn walo ke panje me aa
ye gori gori chamkili bahe inko samjhle jannat ki rahe
ye gori gori chamkili bahe inko samjhle jannat ki rahe
baho me aaja jara baho me aaja jara
husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai rat ke andhere me
husn walo ke panje me aa
husn walo ke panje me aa
ke ho jaye tujhko pata kya kya hota hai
kya kya hota hai kya kya hota hai rat ke andhere me
kya kya hota hai rat ke andhere me
kya kya hota hai rat ke andhere me