Humne unko pehchan liya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Oct 2010.
Humne unko pehchan liya
Humne unko pehchan liya
Jo aksar khwab me aate hain
Jo aksar khwab me aate hain
Paigam nigaaho se dekar
Paigam nigaaho se dekar
Ik jadu sa kar jate jate hain
Ik jadu sa kar jate jate hain
Humne unko pehchan liya


Wo samne hain hum samne hain
Wo samne hain hum samne hain
Is dil ki halat kya kahiye
Is dil ki halat kya kahiye
Bas dekhte hain unki janib
As dekhte hain unki janib
Kuch kahte hum sarmaate hain
Kuch kahte hum sarmaate hain
Humne unko pehchan liya
Jo aksar khwab me aate hain
Humne unko pehchan liya


Aksar ye hua khamoshi bhi
Aksar ye hua khamoshi bhi
Chahat ki jubaa ban jati hai
Chahat ki jubaa ban jati hai
Ye lagta hai ki mere liye
Ye lagta hai ki mere liye
Aankho se gazal wo gate hain
Aankho se gazal wo gate hain
Humne unko pehchan liya
Jo aksar khwab me aate hain
Humne unko pehchan liya


Unse kurbat kis dar ja hui
Unse kurbat kis dar ja hui
Hum unme samay ho jaise
Hum unme samay ho jaise
Baaho me leke wo humko
Baaho me leke wo humko
Bikhri zulfein suljhate hain
Bikhri zulfein suljhate hain
Humne unko pehchan liya
Jo aksar khwab me aate hain
Humne unko pehchan liya
Humne unko pehchan liya.