LyricsTashan

Hum To Tere Aashiq Hain Sadiyon Purane Lyrics - Farz | Raaj Kumar | Mohan Choti | Aruna Irani | Lata Mangeshkar | Mukesh

in Movies

Watch the Video

Song Information

Hum to tere aashiq hain sadiyon purane song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunderlal Nahata. This song was released on 03 Sep 1967.

Lyrics

Hum to tere aashiq hain sadiyon purane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Chaahe tu maane, chaahe na maane

Hum bhi zamane se hain tere deewane
Hum bhi zamane se hain tere deewane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Chaahe tu maane, chaahe na maane

Aayi hain yun pyaar pe jawaniyan
Armaan dil mein hai
Dil mushkil mein hai jaan-e-tamanna
Tere isi pyaar ki kahaniyan
Har mehfil mein hai
Sabke dil mein hai jaan-e-tamanna
Chhedte hain sab mujhko apne begaane
Chhedte hain sab mujhko apne begaane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Hum to tere aashiq hain sadiyon purane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Chaahe tu maane, chaahe na maane

Socho mohabbat mein kabhi haath se
Daaman chhoote to, do dil roothein to
To phir kya ho
Aisa na ho kaash kabhi pyaar mein
Waade tootein to, do dil roothein to
To phir kya ho
Hum to chale aaye sanam tujhko manaane
Hum to chale aaye sanam tujhko manaane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Hum bhi zamane se hain tere deewane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Chaahe tu maane, chaahe na maane

Mast nigahon se is dil ko
Mast banaaye ja aur pilaaye ja
Pyaar ke sagar
Dil pe bade shauk se sitamgar
Thes lagaaye ja, teer chalaaye ja
Yaad rahe par
Teer kabhi ban jaate hain khud nishaane
Teer kabhi ban jaate hain khud nishaane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Hum to tere aashiq hain sadiyon purane
Hum bhi zamane se hain tere deewane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Chaahe tu maane, chaahe na maane

Related Songs

More songs from Farz (1967)
More songs of Raaj Kumar
More songs of Mohan Choti
More songs of Aruna Irani
More songs of Lata Mangeshkar
More songs of Mukesh