Hum to mohabbat karega (title) song is from and it is sung by , and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.P. Singh. This song was released on 26 May 2000.
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat
Jabse dekha tumko
Ey jaadugar haseen
Us din se to yeh dil
Kahin lagta hi nahin
Tabse haal kya hai kahu kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Jabse dekha tumko
Ey jaadugar haseen
Tabse mera bhi dil
Kahin lagta nahi nahin
Us din se na pucho hua kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat


Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat
Milte hi yaha to abhi se hulchul
Badhi hai jalta hai seena
Haath laga ke zara dekho
Kaisa mujhe bhi aaye paseena
Milte hi yaha to abhi se hulchul
Badhi hai jalta hai seena
Haath laga ke zara dekho
Kaisa mujhe bhi aaye paseena
Bura haal dono ka yaara
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat


Rahi jo yahi bekraari
Anjaam aage jaane kya hoga
Abhi sambhala tha jigar ko ke
Aisa dhadka yeh dil ke tauba
Rahi jo yahi bekraari anjaam
Aage jaane kya hoga
Abhi sambhala tha jigar ko ke
Aisa dhadka yeh dil ke tauba
Dikhne laga din mein taara
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat
Jabse dekha tumko
Ey jaadugar haseen
Us din se to yeh
Dil kahin lagta hi nahin
Tabse haal kya hai kahu kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat
Karega hum to mohabbat.