Hum nahin jaante zindagi mein song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein
Humne kitane safar tay kiye hai
Humne kitane safar tay kiye hai
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Jo tumhe chhukar humne jiye hai
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein


Tumhe chahte hai hum
Hamari aashiqi ho tum
Tum bin jiye kaise
Hamari jindagi ho tum
Ab aur kya tumse kahen
Jaane wafaa hamari bandgi ho tum
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein
Humne kitane safar tay kiye hai
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Jo tumhe chhukar humne jiye hai
Hum nahin jaante zindagi mein


Palake uthe hai teri
To din mera nikalata hai
Palake jhuke to saam ka suraj dhalata hai
Sarmake tum jab bhi haso
Lagata hai rang mausam ka badlata hai
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein
Humne kitane safar tay kiye hai
Humne kitane safar tay kiye hai
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Jo tumhe chhukar humne jiye hai
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein.