Hum bhi yahan song is from and it is sung by and .It stars Vinod Khanna, Rakhee and Pran in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raaj Grover, S Mazumdar. This song was released on 01 Jan 2018.
hum bhi yaha tum bhi yaha
hum bhi yaha tum bhi yaha
ye mehfile roz kaha
yaad rahega ye din
ye waqt ye sama
hum bhi yaha tum bhi yaha
hum bhi yaha tum bhi yaha
ye mehfile roz kaha
yaad rahega ye din
ye waqt ye sama
hum bhi yaha tum bhi yaha
hum bhi yaha tum bhi yaha

tum ko mubarak nayi zindagani
par bhulna na mehfil purani
tum ko mubarak nayi zindagani
par bhulna na mehfil purani
ab ye kaun jane dost the purane
milte hai kaha, milte hai kaha
hum bhi yaha tum bhi yaha
hum bhi yaha tum bhi yaha

kismat se aur main kya mangta hu
kismat se aur main kya mangta hu
sab khush rahe ye dua mangta hu
ghum ko bhul jao jhumo nacho gaao
raat hai jawa, raat hai jawa
hum bhi yaha tum bhi yaha
hum bhi yaha tum bhi yaha

mere saathi mera saath dena
mushkil pade to mujhe tham lena
mere saathi mera saath dena
mushkil pade to mujhe tham lena
leta hai zamana dhund kar bahana
sabka imtihan, sabka imtihan
hum bhi yaha tum bhi yaha
hum bhi yaha tum bhi yaha
ye mehfile roz kaha
yaad rahega ye din
ye waqt ye sama
hum bhi yaha tum bhi yaha
hum bhi yaha tum bhi yaha