Hum apne aansuwon ka song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jul 1990.
Hum apne aansuwon ka afsana
Haan aa kya sunaye kya sunaye
Hum apne aansuwon ka afsana


Duniya ne kar diya hain
Duniya ne kar diya hain deewana
Haan aa kya bataye kya bataye
Hum apne aansuwon ka afsana


Sab zakhm bhar chuke hain
Sab khwaab mar chuke hain
Sab zakhm bhar chuke hain
Sab khwaab mar chuke hain
Ab kis umeed par hum
Sabe naye jalaye afsana
Haan aa kya sunaye kya sunaye
Hum apne aansuwon ka afsana


In kashti o ka kyaa hain
Aksar yahin huaa hain
In kashti o ka kyaa hain
Aksar yahin huaa hain
Tufaan se nikal kar
Saahil pe dub jaaye afsaana
Haan aa kya sunaye kya sunaye
Hum apne aansuwon ka afsana


Kab saath umar bhar ka
Hum dil se tune chaha
Kab saath umar bhar ka
Hum dil se tune chaha
Par humsafar humaare
Door kuchh to aaye afsaana
Haan aa kya sunaye kya sunaye
Hum apne aansuwon ka afsana.