Honge na hum juda song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Honge na hum juda
Ye wada raha saathiya
Honge na hum juda
Ye wada raha saathiya
Hongi na kum wafaa
Ye wada raha saathiya
Hongi na kum wafaa
Ye wada raha saathiya
Ye wada raha saathiya


Ye duaa hain meri
Saath chhute nahin
Ye duaa hain meri
Saath chhute nahin
Tu kabhi sajan
Mujhse ruthe nahin
Chahungi sada
Ye wada raha saathiya
Honge na hum juda
Ye wada raha saathiya
Ye wada raha saathiya


Tu kahega agar
Jaan dedungi main
Tu kahega agar
Jaan dedungi main
Mushkurake tere
Gham lelungi main
Main na karungi ghilla
Ye wada raha saathiya
Honge na hum juda
Ye wada raha saathiya
Ye wada raha saathiya


Zinadgi bhar tumhe
Yunhi chahungi main
Zinadgi bhar tumhe
Yunhi chahungi main
Jab bulaonge
Tum milane aaungi main
Main hoon teri dilruba
Ye wada raha saathiya
Honge na hum juda
Ye wada raha saathiya
Ye wada raha saathiya


Hongi na kum wafaa
Ye wada raha saathiya
Ye wada raha saathiya.