हीरा Heera Lyrics - Jigar Saraiya

2021 Sachin Jigar

About this song

  • Singer: Jigar Saraiya
  • Music: Sachin Jigar
  • Lyrics: Priya Saraiya
  • Programmed and Arranged by: Sachin Jigar
  • Mixed and Mastered by: Eric Pillai @ Future Sound of Bombay
  • Asst. Mix Engineer: Michael Edwin Pillai
  • Assts. to Sachin Jigar: Hrishikesh Gangan, Abhishek Singh
  • Guitars: Kalyan Baruah
  • Flute: Sriram Sampath
  • Director: Arunima Sharma
  • DOP: Savita Singh
  • Editor: Abhimanyu Chaudhary
  • Costume: Lovedeep Gulyani
  • Executive Producer : Roomil Ved
  • Line Producer Srinagar : Ruman Hamdani, Xulkarnain Dev @ Master visuals
  • Colorist: Andreas Delgado @ After Studios
  • Online artist: Vishal Pandirkar

Lyrics

Anguthi mein jadaun ya dil mein basaun
Main sabko bataun ya sab se chupaun
Anguthi mein jadaun ya dil mein basaun
Main sabko bataun ya sab se chupaun
Tu heera mera haan koh-i-noor
Tu pass mere andhera door
Haan tu heera mera haan koh-i-noor
Tu pass mere andhera door
Mere saath chale duniya saari jale
Hai jannat’on ka ye heera mere gale
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Haan ameer main
Oh heeriye
Haan tere aane se hai badla naseeb
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Haan ameer main
Ho shaam pighalti sone mein dhalti
Aisa hai roop tera
Ho shaam pighalti sone mein dhalti
Aisa hai roop tera
Moti bikharte baatein jo karti
Aisa hai rutba tera
Ho sardi mein pashmina jaise
Ehsaas aisa tera
Ho tareefein teri karta rahoon
Kaagaz ke panne main bharta rahoon
Haan tareefein teri karta rahoon
Kaagaz ke panno ko bharta rahoon
Mere saath tu chale duniya saari jale
Hai jannat’on ka ye heera mere gale
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Haan ameer main
Oh heeriye
Haan tere ane se hai badla naseeb
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Haan ameer main
Anguthi mein jadaun ya dil mein basaun
Main sabko bataun ya sabse chupaun
Anguthi mein jadaun ya dil mein basaun
Tu heera mera
Main sabko bataun ya sabse chupaun.