Haye Re Haye Re Haye Rabba Lyrics - Jeans | Aishwarya Rai | Geeta | Prashanth | Kavita Krishnamurthy | Udit Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Haye re haye re haye rabba song is from Jeans (1998) and it is sung by Kavita Krishnamurthy and Udit Narayan.It stars Aishwarya Rai, Geeta, Prashanth, Nasser in leading roles. This song is penned by Javed Akhtar and composed by A R Rahman. It is produced by Ashok Amritraj, Sunanda Murali Manohar. This song was released on 24 Apr 1998.
Lyrics
Meri ho na, kaha to hoon na
To phir se kaho na
Hmm.. ha ha ha..
Madhumita, Madhumita, Madhumita
Haye re haye re haye Rabba
Haye re haye re haye Rabba
Haye re haye re haye Rabba
Jeeta jaagta tajmahal mera hai na
Hansta bolta hai jo kanval mera hai na
Haye re haye re haye Rabba
Haye re haye re haye Rabba
Poore chaand si jiski shakal meri hai na
Woh jo hai ek poori gazal meri hai na
Pyaar jo machle is dil mein
Rang aa jaaye mehfil mein
Tu jo pighle lehze mein bole
Chhoo loon tere hothon ke sholay
Pyaar pa ke geet ga ke
Kahoon dil mein jo hain baatein pyaar ki
Haye re haye re haye Rabba
Haye re haye re haye Rabba
Jeeta jaagta tajmahal mera hai na
Hansta bolta hai jo kanval mera hai na
Aao nai duniya mein ghoomein
Aao nai duniya dekhein
Parbat parbat dekhein donon
Aur dariya dariya dekhein
Hum yoon raahein is pyaar mein
Laila majnu apne hi jaisa kahein hamein
Wajah na poochho bas itna maano
Ki dil mein aise khayal ko nikal do, nikal do
Na yeh zamana kahe deewana
Meri suno apne haal ko sambhaal lo, sambhaal lo
Kyun sambhaalein hum dil ko
Paayenge hum manzil ko
Kyun aye sanam aise darein
Kyun woh karein jo dil hi na maane
Haye re haye re haye Rabba
Haye re haye re haye Rabba
Jeeta jaagta tajmahal mera hai na
Hansta bolta hai jo kanval mera hai na
Haye re haye re haye Rabba
Haye re haye re haye Rabba
Mehki havaayein paas jo aayein
Kaanon mein gaayein I love u
Pedon ke panchhi geet sunaayein
Aur yeh jataayein I love u
Jab yeh kaha tumne sanam har janam
Maine sapna jo dekha to poora hua
Yeh phoolon ki hai aarzu ki baalon mein
Saja le tu isiliye to hain khile
Yeh motiyon si baarishein liye huye hain
Khwaahishein ki choom lein jo tu mile
Dil ki dhadkan tham jaaye
Saans bhi chaahe na aaye
Phir bhi jiyun par jaanein kyun
Tum bin jiya nahi jaaye
Haye re haye re haye Rabba
Haye re haye re haye Rabba
Jeeta jaagta tajmahal mera hai na
Hansta bolta hai jo kanval mera hai na
Haye re haye re haye Rabba
Haye re haye re haye Rabba
Poore chaand si jiski shakal teri hai na
Woh jo hai ek poori gazal teri hai na
Tu jo pighle lehze mein bole
Chhoo loon tere hothon ke sholay
Pyaar jo machle is dil mein
Rang aa jaaye mehfil mein
Pyaar pa ke geet ga ke
Kahoon dil mein jo hain baatein pyaar ki
Haye re haye re haye Rabba
Haye re haye re haye Rabba