Haseeno ka deewana song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rakesh Roshan. This song was released on 25 Jan 2017.

Kisi ko mera shouk hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawani kehte hain mujhe
Hain mere aashiq har jagah

Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste
Maange duaa..

Sara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana

Sara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Sara zamaana..

Raftaar Rap:
Raa..
Ladki ek dam right hai
Ladki dynamite hai
Ladki ke chakkar mein
Daily gali gali mein fight hai
Lyrics http://www.lyricsted.com
Thoda hamein do time yaara

Love nahi hai crime yaara
Har din mujko better lage
Tu ladki hai ya wine yaara

Arre janta ko jawab do
Kab padogi pyaar mein
Sari duniya lagi hui hai
Hum bhi hai kataar mein

Saara zamana haseeno ka deewana
Saara zamana haseeno ka deewana
Saara zamana haseeno ka deewana

Saara zamaana...

Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar karle
Jo kabhi bhi khatam na ho
Woh aitbaar karle (x2)

Kisi ko mera shouk hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawani kehte hain mujhe
Hain mere aashiq har jagah

Kisiko meri hasratein
Kisiki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste
Maange duaa..

Sara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana

Saara zamana..