Saaye saaye phirte hain, jidhar mudhoon Baiti hai ruswaiyaan bhi uske door Hoo behela phusla ke khudko Naseehatein karoon
Jhooti moothi si, tooti phooti si
Ho dhundhli dhundli si Main toh idhar-uhdar phiroon
Harjaiyaan mila woh Hone ko, juda kyun Parchaiyaan deke hi Mujhe woh gaya kyun
Harjaiyaan mila woh Hone ko, juda kyun Parchaiyaan deke hi Mujhe woh gaya kyun Gaya kyun
Kandhe yeh bhaari se Dinko dho nahi paate aahan
Chunti rahun main yeh lamhein Gir kyun hain jaate aahan
Kyun bunti main raahun Kismat ke dhaage Kyun khud hi main chiloon Ho udhte udhte reham se Main minnatein karoon
Jhooti moothi si, toothi phooti si
Ho kisko ab yeh padhi hai Main ukhdi ukdhi hoon
Harjaiyaan mila woh Hone ko, juda kyun Parchaiyaan deke hi Mujhe woh gaya kyun
Harjaiyaan mila woh Hone ko, juda kyun Parchaiyaan deke hi Mujhe woh gaya kyun Gaya kyun