Har Taraf Lyrics - Ek Alag Mausam | Anupam Kher | Rajit Kapoor | Nandita Das | Anuradha Paudwal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Har taraf song is from Ek Alag Mausam (2003) and it is sung by Anuradha Paudwal.It stars Anupam Kher, Rajit Kapoor, nandita das, Kumar in leading roles. This song is penned by Kaifi Azmi and composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi). It is produced by Mahesh Dattani. This song was released on 03 Jan 2003.
Lyrics
Har taraf hamare liye
Bichhi hai zindagi
Har taraf hamare liye
Bichhi hai zindagi
Khushiya lutati
Humpe ye zindagi
Khushiya lutati
Humpe ye zindagi
Kahe humse bar bar
Aao jeelo ek bar
Kahe humse bar bar
Aao jeelo ek bar
Har taraf milegi
Tumko ye zindagi
Har taraf hamare liye
Bichhi hai zindagi
Khushiya lutati
Humpe ye zindagi
Lo tumko hum bataye
Kya kiya zindagi ne
Lo tumko hum sunaye
Lo tumko hum sunaye
Yeh jharno ki jhar jhar
Yeh baris ki chham chham
Yeh baadal ki garjan
Yeh koyal ki sargam
Yeh jharno ki jhar jhar
Yeh baris ki chham chham
Yeh baadal ki garjan
Yeh koyal ki sargam
Yeh titli ke rang aur
Yeh phulo ki khushbu
Yeh pedo ki chhaya
Yeh taaro ki tam tam
Yeh titli ke rang aur
Yeh phulo ki khushbu
Yeh pedo ki chhaya
Yeh taaro ki tam tam
Kahe humse bar bar
Aao jeelo ek bar
Kahe humse bar bar
Aao jeelo ek bar
Har taraf milegi
Tumko ye zindagi
Khushiya lutati
Humpe ye zindagi
Lo tumko hum bataye
Kya sikha hai humne
Kya paya hai humne
Kya jeeta hai humne
Pahado se himmat
Yeh nadiyo se chalna
Yeh dharti se dhiraj
Yeh phulo se khilna
Pahado se himmat
Yeh nadiyo se chalna
Yeh dharti se dhiraj
Yeh phulo se khilna
Yeh dipak se jalna
Latao se jhukna
Yeh bute se badna
Koyal se kuhukna
Yeh dipak se jalna
Latao se jhukna
Yeh bute se badna
Koyal se kuhukna
Chidiyo se chahekna
Wo suraj se ugna
Yeh bhawro se gujan
Gali se simatna
Chidiyo se chahekna
Wo suraj se ugna
Yeh bhawro se gujan
Gali se simatna
Kahe humse bar bar
Aao jeelo ek bar
Kahe humse bar bar
Aao jeelo ek ba
Har taraf hamare liye
Bichhi hai zindagi
Khushiya lutati
Humpe ye zindagi
Salika jo din tha tumko na aaya
Ho jayega wo sab
Jo ab tak hai paya
Jo khoya hai humne
Wo tum sab na khona
Khuli aankh rakhna
Na jage na sona
Aaj hum hai yaha iss pal
Jaane kal honge kaha iss pal
Iss pal ko jaane na do
Iss pal ko thame raho
Yeh pal hai zindagi ke
Yeh pal hai zindagi ke
Yeh pal hai zindagi ke
Kuch pal hi zindagi hai
Iss pal ko jaane na do
Iss pal ko thame raho
Iss pal ko jaane na do
Iss pal ko thame raho
Iss pal ko jaane na do
Iss pal ko thame raho
Iss pal ko jaane na do
Iss pal ko thame raho
Iss pal ko jaane na do
Iss pal ko thame raho
Iss pal ko jaane na do
Iss pal ko thame raho
Iss pal ko jaane na do
Iss pal ko thame raho.