Hamne Kati Hain Teri Yaad Mein Lyrics - Roop Kumar Rathod
in Albums
Watch the Video
Song Information
Hamne kati hain teri yaad mein song is from Parwaz (1986) and it is sung by Roop Kumar Rathod.It stars and Roop Kumar Rathod in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Roop Kumar Rathod. This song was released on 19 Sep 1986.
Lyrics
Hamne kati hain
Hamne kati hain
Teri yaad mein raate aksar
Hamne kati hain
Teri yaad mein raate aksar
Dil se guzari hain
Sitaron ki baarate aksar
Hamne kati hain
Teri yaad mein raate aksar
Aur to koan hain
Jo mujhko tasalli deta
Aur to koan hain
Jo mujhko tasalli deta
Aur to koan hain
Jo mujhko tasalli deta
Haath rakh deti hain
Dil pe teri baate aksar
Haath rakh deti hain
Dil pe teri baate aksar
Dil se guzari hain
Sitaron ki baarate aksar
Hamne kati hain
Teri yaad mein raate aksar
Hum se ik baar bhi
Jeeta hain na jeetega koi
Hum se ik baar bhi
Jeeta hain na jeetega koi
Hum se ik baar bhi
Jeeta hain na jeetega koi
Woh to hum jaanke
Khalete hain maate aksar
Woh to hum jaanke
Khalete hain maate aksar
Dil se guzari hain
Sitaron ki baarate aksar
Hamne kati hain
Teri yaad mein raate aksar
Unse puchho kabhi
Chehre bhi pade hain tumne
Unse puchho kabhi
Chehre bhi pade hain tumne
Unse puchho kabhi
Chehre bhi pade hain tumne
Jo kitaabo ki kiya
Karte hain baate aksar
Jo kitaabo ki kiya
Karte hain baate aksar
Dil se guzari hain
Sitaron ki baarate aksar
Hamne kati hain
Teri yaad mein raate aksar
Raate aksar raate
Aksar raate aksar.