Hamiin karen ko_ii surat unhen bulaane kii song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A.C. Diwan, Anil Khanna. This song was released on 12 May 1972.
hamiin karen koii surat unhen bulaane kii
sunaa hai un ko to aadaat hai bhuul jaane kii
hamiin karen koii surat - 2
hamiin karen koii surat unhen bulaane kii
sunaa hai un ko to aadaat hai bhuul jaane kii
jafaa ke zikr pe tum kyuun sambhal ke baith gaye - 2
tumhaarii baat nahiin
tumhaarii baat nahiin baat hai zamaane kii
hamiin karen koii surat unhen bulaane kii
sunaa hai un ko to aadaat hai bhuul jaane kii
jo ham sataayen to katraa ke is tarah se na jaa
nigaah-e-naaz ye baaten
nigaah-e-naaz ye baaten hain dil dukhaane kii